SONG: Chalte Hai Garibo Pe Hi Khanjar Naye Naye - चलते हैं गरीबों पे ही खंजर नये नये

Chalte Hai Garibo Pe Hi Khanjar Naye Naye - चलते हैं गरीबों पे ही खंजर नये नये

LYRICS:
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye ek jaan aur hazaar ek jaan aur hazaar sitmgar naye naye dhul jaye infidaa wo aansu hi na rahe wo aansu hi na rahe dhul jaye infidaa aansu hi na rahe aansu hi na rahe daaman pe daag lagte hai aksar naye naye chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye is zindagi ka rastaa katata hi nahi hai katata hi nahi hai sar fhodne ko milte hain patthar naye naye chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye himmat ko imtehaan kya leta hai jamana kya leta hai jamana himmat ko imtehaan kya leta hai zamana kya leta hai zamana sehte rahe hai umr bhar nashtar naye naye ek jaan aur hazaar ek jaan aur hazaar sitamgar naye naye chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye