SONG: Chalte Chalte Peechhe Mud Ke Dekh Zara - चलते चलते पीछे मुड़ के देख जरा

Chalte Chalte Peechhe Mud Ke Dekh Zara - चलते चलते पीछे मुड़ के देख जरा

LYRICS:
chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada main kya kah diya, tune kya sun liya aa main kya kah diya, tune kya sun liya ho gayi tu khafa hay rabba ruk chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada kyu re kuchh chahiye, kya re ye chla fut su le meri kahani, pahli nazar me jani ha su le meri kahani, pahli nazar me jani ki tune meri rani ye beimani khub hain ye ada, apna dil na diya mera dil le liya hay rabba ruk chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada kyu re ek to meri matki todi upar se chhedta hain teri to matki tuti, apna to dil hi tuta hay teri to matki tuti, apna to dil hi tuta gussa ye chhod jhutha o meri rupa kuchh to insaaf kar, pyar se tu na dar chal mere sath ghar hay rabba ruk chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada main kya kah diya, tune kya sun liya aa main kya kah diya, tune kya sun liya ho gayi tu khafa hay rabba ruk chalte chalte pichhe mud ke dekh jara tere raste me hain tera yaar khada