SONG: Chalo Kahi Aur Chalte Hai - चलों कहीं और चलते हैं

Chalo Kahi Aur Chalte Hai - चलों कहीं और चलते हैं

LYRICS:
chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai sunte hai yaha chhupke baate log jalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai sunte hai yaha chhupke baate log jalte hai chalo kahi aur chalte hai ha ye jagah khub hai, lekin kitni dhup hai ped ke niche baithenge aa nahi diwar ke pichhe baithe diwaro ke bhi kaan hote hai o ho aap yu hi badguma hote hai lo ye tofee khaoge kab tak yu tarsaoge do dil bekarar hai, mushkil intzar hai mera bhi ye haal hai, shadi me ek saal hai saal me kitne din hai, jitne hai tere bin hai yahi baate soch ke, to din raat dhalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai sunte hai yaha chhupke baate log jalte hai chalo kahi aur chalte hai aise tum kyu kho gaye, hum diwane ho gaye ha ye diwanapan chhodo, dekho ye dil na todo din raat teri yaad aati hai, nind yaha kise aati hai rut ka pyar sara hai, mausam bada pyara hai phir kab milne aaoge, jab bhi tum bulaoge kal ka wada kar jao, achha ab tum ghar jao itna waqt hi apna tha, kitna sundar sapna tha sapne kabhi kabhi jhuthe nikalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai sunte hai yaha chhupke baate log jalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai chalo kahi aur chalte hai