SONG: Chalo Jamuna Ke Paar - चलो जमुना के पार जमुना के पार

Chalo Jamuna Ke Paar - चलो जमुना के पार जमुना के पार

LYRICS:
chalo jamuna ke paar jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar dil ki dukaanen lagin jaha par nainon ke bazar dil ki dukaanen lagin jaha par nainon ke bazar chalo jamuna ke paar chalo jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar aage aage toli hai ik mast jawaani waalon ki aage aage hoy hoy aage aage toli hai ik mast jawaani waalon ki piche piche bheed chali hai ulfat ke matwaalon ki ulfat ke matwaalon ki piche piche hoy hoy piche piche bheed chali hai ulfat ke matwaalon ki inhin ke andar dilwaale hain inhin mein hain dildaar inhin ke andar dilwaale hain inhin mein hain dildaar chalo jamuna ke paar chalo jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar laal gulaabi roop hai chhaaya dekho har albeli par dekho har albeli par har banjaara nikla hai dil leke aaj hatheli par har banjaara nikla hai dil leke aaj hatheli par dil leke aaj hatheli par koi qaidi in mein zulfon ka koi nainon ka beemaar koi qaidi in mein zulfon ka koi nainon ka beemaar chalo jamuna ke paar chalo jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar Raani banke bhumiyaa ki chhori Jaaye jaise patang ki dori Raani banke bhumiyaa ki chhori Jaaye jaise patang ki dori hoy bhumiyaa ki chhori kahta jaaye chori chori ke baraabar jaat ka chhora kahta jaaye chori chori hoy kori naina tore dodhaari talwaar kori naina tore dodhaari talwaar chalo jamuna ke paar chalo jamuna ke paar hore chalo jamuna ke paar ghodiyaan pe baithhi jaaye jhaaki shokh najariya re jhaaki shokh najariya re haath na jaaye bhari umariya paidal daud sanwariya re paidal daud sanwariya re dekho logon ise kahe hain ooncha neecha pyaar dekho logon ise kahe hain ooncha neecha pyaar chalo jamuna ke paar chalo jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar dil ki dukaanen lagin jaha par nainon ke bazar dil ki dukaanen lagin jaha par nainon ke bazar Chalo jamuna ke paar Chalo jamuna ke paar hoy chalo jamuna ke paar