SONG: Chali Radhe Rani Ankhiyo Me Paani - चली राधे रानी अंखियों में पानी

Chali Radhe Rani Ankhiyo Me Paani - चली राधे रानी अंखियों में पानी

LYRICS:
chali radhe rani ankhiyo me pani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke chali radhe rani maan bhari abhi maan bhari nirmohi se naata tod ke apne mohan se mukhda mod ke chali radhe rani zamuna ke tat pe bansi ke bat pe natkhat ne usko gher liya dekho natkhat ne usko gher liya baato hi baato me jhagra bhya aisa baato hi baato me jhagra bhya aisa baahon ke bandhan tod ke o chali baahon ke bandhan tod ke apne mohan se mukhda mod ke o chali radhe rani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke chali radhe rani chhaliya mohan radhe boli chhaliya mohan radhe boli saawariyaan ne ki jo thitholi saawariyaan o saawariyaan saawariyaan ne ki jo thitholi na kuch doli na kuch boli naahi do aankhiyaan kholi lakh manaye koi mane lakh manaye koi mane madhuban ki galiyaan chhod ke apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke chali radhe rani chali radhe rani aankhiyo me pani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke