SONG: Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke - चली कौन से देश गुजरिया तू सज-धज के

Chali Kaunse Desh Gujariya Too Saj Dhaj Ke - चली कौन से देश गुजरिया तू सज-धज के

LYRICS:
chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke chali kaunse desh gujariya tu saj dhaj ke chhalke mat pita ki ankhiya, rowe tere bachapan ki sakhiya bhaiya kare pukar ho bhaiya kare pukar na ja ghar aangan taj ke jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke dur desh mere pi ki najariya, woh unki mai unki sanwariya bandhi lagan ki dor ho bandhi lagan ki dor mainne sab soch samajhake jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke do din jag me dhum machaye, jake koyi wapas naa aaye khoj khoj thak jaye ho khoj khoj thak jaye do naina chand suraj ke jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke chali kaunase desh gujariya tu saj dhaj ke