SONG: Chali Kaisi Ye Jawani Ki Hawa - चली कैसी जवानी की हवा

Chali Kaisi Ye Jawani Ki Hawa - चली कैसी जवानी की हवा

LYRICS:
chali kaisi jawani ki ye hawa chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke jane ankho ko bhi kya ho gaya ke ghadi ghadi ye bhi fadke chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke kabhi is karwat kahhi us karwat pehlu badlte hi raat kate kabhi is karwat kabhi us kawat pehlu badlte hi raat kate machle hi machle zara bhi na sambhle dil se na pal bhar hath hate papi jiyra na mane meri baat papi jiyra na mane meri baat ke hari mai to lad lad ke chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke bhule se kabhi jo zara ankh lage to mere sapno me aaye koi reh reh ke bhule se kabhi jo zara ankh lage to mere sapno me aaye koi reh reh ke kuch bhi na pata chale kon hai vo chaliya chupke se chala jaye kuch keh ke pehle soti thi mai sari sari raat pehle soti thi mai sari sari raat ke uth jau ab tadke chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke apni suraatiya apna hi mukhda jab jab mai dekhu darpan me apni suraatiya apna hi mukhda jab jab mai dekhu darpan me mujhko hua ye kya mai kitni badal gai sochu yahi man hi man me mope jiski najariya pade mope jiski najariya pade ke reh jaye wahi gad ke chali kaisi jawani ki ye hawa chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke jane ankho ko bhi kya ho gaya ke ghadi ghadi ye bhi fadke chali kaisi jawani ki ye hawa ke ghadi ghadi dil dhadke