SONG: Chali Jawani Thokar Khane Duniya Ke Bazar Me - चली जवानी ठोकर खाने दुनिया के बाज़ार में

Chali Jawani Thokar Khane Duniya Ke Bazar Me - चली जवानी ठोकर खाने दुनिया के बाज़ार में

LYRICS:
chali jawani thokar khane duniya ke bazar me, chali jawani o dekho chali jawani thokar khane duniya ke bazar me gali gali bhatkegi pagli gali gali bhatkegi pagli chhalbaliya sansar me kyu thumak thumak chali oye thumak thumak chali oye chali jawani o babu dekho chali jawani thokar khane duniya ke bazar me chali re chali re chali re chali chali chali chal re nikattu sadak ke lattu mujhe kya samjha gudiya hey tu mujhe kya samjha gudiya ari gudiya hoti gupchup rahti namak mirch ki pudiya hai tu namak mirch ki pudiya hai kan khol kar sun le nadina mai hu ek hajar me kan khol kar kan khol kar sun le nadina mai hu ek hajar me o ho rup ke rasiya tak lagaye haye re zulmi tak lagaye baithe hai gulzaar me kaha nain mattako chali oye kamar lachakko chali oye oye chali jawani o babu dekho chali jawani thokar khane duniya ke bazar me chali re chali re chali re chali chali chali chhod de chaila meri dagariya meri nagariya dur hai re meri nagariya dur hai ye kajal ye surma missi sab do din ka nur hai re bas do din ka nur hai kuch bhi ho ab mujhe na rahna tere is gharbar me kuch bhi ho kuch bhi ho ab mujhe na rahna tere is gharbar me ho bandhi chali aayegi gori bandhi chali aayegi gori ek din mere pyar me kyu chhod ke baiya chali oye mukh mud ke guiya chali oye chali jawani o babu roko na chali jawani thokar khane duniya ke bazar me chali re chali re, chali re chali, chali chali