SONG: Chalee Aaj Goree Piya Kee Nagariya - चली आज गोरी पिया की नगरिया

Chalee Aaj Goree Piya Kee Nagariya - चली आज गोरी पिया की नगरिया

LYRICS:
chali aaj gori piya ki nagariya chali aaj gori piya ki nagariya mangiya me sindur odhe chunariya mangiya me sindur odhe chunariya chali aaj gori piya ki nagariya dularo se paali ye komal kali si dularo se paali ye komal kali si
chhipi man ke aanchal me jaisi dari si wahi aaj jaye parayi nagariya ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi sajan se milan ko sajaniya hai jati naino se tham tham ke barase badariya chali aaj gori piya ki nagariya