SONG: Chale Bajate Seeti Jeevan Ki Raaho Me - चलें बजाते सीटी जीवन की राहों में

Chale Bajate Seeti Jeevan Ki Raaho Me - चलें बजाते सीटी जीवन की राहों में

LYRICS:
chale bajate seeti jivan ki raaho me dhun chhed ke mithi mithi chale bajate seeti jivan ki raaho me dhun chhed ke mithi mithi duniya se begane ulfat ke parwane duniya se begane ulfat ke parwane aaj kahin nikal pade masti me do diwane aaj kahin nikal pade masti me do diwane diwane do milke hum chale bajate seeti dhun chhed ke mithi mithi chale bajate seeti jivan ki raaho me dhun chhed ke mithi mithi tera dil mera hai, mera dil tera hai tera dil mera hai, mera dil tera hai dono par kaisa ye pyar ne jadu phera hai dono par kaisa ye pyar ne jadu phera hai dil se dil ko badal ke hum chale bajate seeti dhun chhed ke mithi mithi chale bajate seeti jivan ki raaho me dhun chhed ke mithi mithi man ki dulhan chal di hai hatho me haldi hai man ki dulhan chal di hai hatho me haldi hai pyar kahe kadam badha laaj kahe kya jaldi hai manzil khud aayegi jab dil se bajegi seeti dhun chhed ke mithi mithi chale bajate seeti jivan ki raaho me dhun chhed ke mithi mithi