SONG: Chalati Chakki Dekh Ke - चलती चक्की देख के

Chalati Chakki Dekh Ke - चलती चक्की देख के

LYRICS:
chalti chakki dekh ke deeya kabhi na roye do paatan ke beech me saabat bacha na koi kismat banane waale ek baat sunte jana meri tarah kisi ki kismat na tum banana kismat banane waale insa ki jindagi hai ek dard ka fasana insa ki jindagi hai ek dard ka fasana hansne ko chaar ghadiya rone ko ek zamana rone ko ek zamana kismat banane waale ek baat sunte jana meri tarah kisi ki kismat na tum banana kismat banane waale aansu to har jagah hai moti kahi kahi hai aansu to har jagah hai moti kahi kahi hai gham ki hai sau kahani khushiyo ka ek bahana khushiyo ka ek bahana kismat banane waale ek baat sunte jana meri tarah kisi ki kismat na tum banana kismat banane waale