SONG: Chalaa Gaya Manjhi Rakhiyo Mori Laj Prabhoo - चला गया माझी रखियो मोरी लाज प्रभु

Chalaa Gaya Manjhi Rakhiyo Mori Laj Prabhoo - चला गया माझी रखियो मोरी लाज प्रभु

LYRICS:
chala gaya majhi naiya chhod bich majdhar tere hanth hai malik mere kismat ki patvar rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj aaj chala mere sar ka saai meri najar se dur aaj chala mere sar ka saai meri najar se dur mange hai vardan tujhse birhan ka sindur vaise jaye vaise aaye ghar mera sartaj prabhi tere charan padi main aaj rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj thodi si parbhu de do apne charan kamal ki dhul teri daya se ban jayega ek ek kanta phool rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj tu ho jiska sathi uska koun bigade kaaj prabhi tere charan padi main aaj rakhiyo mori laj prabhi tere charan padi main aaj