SONG: Chal Ud Ja Re Panchhi, Ke Ab Ye Desh Hua Begana (Part 3) - चल उड़ जा रे पंछी के अब ये देश हुआ बेगाना

Chal Ud Ja Re Panchhi, Ke Ab Ye Desh Hua Begana (Part 3) - चल उड़ जा रे पंछी के अब ये देश हुआ बेगाना

LYRICS:
chal ud ja re panchhi chal ud ja re panchhi ke ab ye desh hua begana chal ud ja re panchhi tune tinka tinka chunkar nagri ek basai tune tinka tinka chunkar nagri ek basai barish me teri bhigi pathe, dhup me garmi khai gam na kar gam na kar, jo teri mehnat tere kam na aayi achha hai kuch le jane se, dekar hi kuch jana chal ud ja re panchhi ke ab ye desh hua begana chal ud ja re panchhi