SONG: Chal Ud Ja Re Panchhi, Ke Ab Ye Desh Hua Begana (Part 2) - चल उड़ जा रे पंछी, के अब ये देश हुआ बेगाना

Chal Ud Ja Re Panchhi, Ke Ab Ye Desh Hua Begana (Part 2) - चल उड़ जा रे पंछी, के अब ये देश हुआ बेगाना

LYRICS:
chal ud ja re panchhi chal ud ja re panchhi ke ab ye desh hua begana chal ud ja re panchhi bhul ja ab vo mast hava vo udna dali-dali bhul ja ab vo mast hava vo udna dali-dali jag ki aankh ka kanta ban gai, chaal teri matvali kaun bhala us baag ko puchhe kaun bhala us baag ko puchhe, ho na jiska mali teri qismat me likha hai jite ji mar jana chal ud ja re panchhi ke ab ye desh hua begana chal ud ja re panchhi rote hai vo pankh-pakheru saath tere jo khele rote hai vo pankh-pakheru saath tere jo khele jinke saath lagaye tune armano ke mele bhigi aankho se hi unki, aaj duaaye le le kisko pata ab is nagri me kab ho tera aana chal ud ja re panchhi ke ab ye desh hua begana chal ud ja re panchhi