SONG: Chal More Manvaa Shyam Ke Dware - चल मोरे मनवा श्याम के द्वारे

Chal More Manvaa Shyam Ke Dware - चल मोरे मनवा श्याम के द्वारे

LYRICS:
chal re more manva, shyam ke dware chal re more manva, shyam ke dware charan kamal me jake rakh de apane dukhade sare sare chal re more manva, shyam ke dware main nirdhan aur lamba path hain na koi doli na koi rath hain nange pairo chala sudama phul ban gye kante sare chal re more manva, shyam ke dware shyam ke path par, kaal jo aye hansh hansh gale lagauu jag ke ishvar narshingh ki mahima ho matwala gaaun ho matwala gaaun dekh sudama rup badal kar aaye mohan payre chal re more manva, shyam ke dware shehs nag ka rup dekh kar yaad aaye girdhari ek jaa to kya hain kardu sau jane balihari kitani dur se lene aye hamko shyam hamare chal re more manva, shyam ke dware o nadiya tufaan utha le mil ke rahenge milne wale chal re sudama shyam salona tujhko aaj pukar e