SONG: Chal Diye Hum Aaj To (Manzil Ki Taraf Apni Badhte Hi Jayege) - चल दिए हम आज तो उल्फ़त की मंजिल ढूँढने

Chal Diye Hum Aaj To (Manzil Ki Taraf Apni Badhte Hi Jayege) - चल दिए हम आज तो उल्फ़त की मंजिल ढूँढने

LYRICS:
chal diye hum aaj to ulfat ki manzil dhundhne dekh lenge rokti hai kaun si takat hume manzil ki taraf apni badhte hi jayenge na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge manzil ki taraf apni badhte hi jayenge na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge manzil ki taraf apni hume maalum hai tumse humara milna hai mushkil humara milna hai mushkil bharosa hai to iska jo tumhara ho chuka hai dil jidhar dekhe tumhe dekhe najar ko ye reet sikha denge manzil ki taraf apni badhte hi jayenge na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge manzil ki taraf apni ho humare liye hi tumko ho humare liye hi tumko chhupa rakha tha kismat ne chhupa rakha tha kismat ne milaya khub anjane milakar ke mohabbat ne tasalli hai ki dil khoya magar tumko to pa lenge manzil ki taraf apni badhte hi jayenge na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge manzil ki taraf apni