SONG: Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai - चक्रव्यूह का चक्कर घिरा है

Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai - चक्रव्यूह का चक्कर घिरा है

LYRICS:
chakarvayuh ka chakar ghira hai korav dal ki chal hai aaj kal ki chati per abimanu jaisa bal hai samne is vyuh me pehle jaydarth aa gaye veer avimanyu ke hatho ye bhi muh ki kha gaye pehale socha maar daalu kya yahi satkarm hai fir kaha na marna murchhit ghor adharam hai chal kapat ki ye ladayi hoti dekh kar hoti vytha sath youdhao se ladte ek balak ki katha ye mahabharat ki katha ye mahabharat ki katha samne dekha khade ye karan sar uncha liye baan abimanu ka chhuta baan abimanu ka chhuta dhanush ke tukade kiye hila dusasan ka aasan hila dusasan ka aasan vo bhi bhaga kanp ke kon aage ayega jawalamukhi is aag ke ab lo dekho ab lo dekho bhanjo ke pyare mama aa gaye aaj ye pase na palate aaj ye jhansa kha gaye idhar dekho dhanudhari shalya saj dhaj kar khada ye bhi tuta jis tarah daal se pataa juda jawala bada aaj duryodhan ki na khair hai aaj vish ugalega ye sadiyo purana bair hai sabne socha sabne socha kis tarah balak ye baaj aayega kut nitit se ise maro tabi mar jayega ik taraf satho maharathi ek taraf balak akela fir bhi jab tak paraniyo chhatriyo ka khel khela wah re wah pyare batije tujhse ujjval vansh hai aa gale mil le ghadi bar tu hamara ansh hai is tarah chal kapti chali duryodhan chala gale milne ke bahane nij bhatije ko chhala peeth par abimanyu ke ek baan dokhe ka chala