SONG: Chain Tumse Karaar Tumse Hai - चैन तुमसे क़रार तुमसे है

Chain Tumse Karaar Tumse Hai - चैन तुमसे क़रार तुमसे है

LYRICS:
chain tumse chain tumse karar tumse hai chain tumse chain tumse karar tumse hai zindagi ki bahar tumse hai zindagi ki bahar tumse hai chain tumse chain tumse karar tumse hai chain tumse chain tumse karar tumse hai chain tumse humne kheli hai jan ki bazi humne kheli hai jan ki bazi jeet tumse jeet tumse har tumse hai jeet tumse jeet tumse har tumse hai chain tumse dil me aate wo aarzu ban kar dil me aate wo aarzu ban kar dard ko bhi dard ko bhi karar tumse hai dard ko bhi dard ko bhi karar tumse hai chain tumse mujhko dunia ki kuch khabar hi nahi mujhko dunia ki kuch khabar hi nahi hosh itna ho hosh itna pyar tumse hai hosh itna ho hosh itna pyar tumse hai chain tumse