SONG: Chain Se Ek Pal - चैन से एक पल

Chain Se Ek Pal - चैन से एक पल

LYRICS:
yaad, yaad aate ho tum gujarata nahi chain se ek pal gujarata nahi chain se ek pal bahot yaad aate ho bahot yaad aate ho, tum aajkal gujarata nahi chain se ek pal gujarata nahi chain se ek pal betabiyo ka aalam ajab hai aatho pehar bas tumhari talab hai betabiyo ka aalam ajab hai aatho pehar bas tumhari talab hai machi aarju mein koi halchal
machi aarju mein koi halchal bahot yaad aate ho tum aajkal gujarata nahi chain se ek pal muhabbat ka taare nasha is kadar hai tumhaare liye dil bada besabar hai muhabbat ka taare nasha is kadar hai tumhaare liye dil bada besabar hai meri mushkilo ka nahi koi hal meri mushkilo ka nahi koi hal bahot yaad aate ho tum aajkal gujarata nahi chain se ek pal gujarata nahi chain se ek pal bahot yaad aate ho