SONG: Chail Chabila Rang Rangila Kon Nagar Se Aaya - छैल छबीला रंग रंगीला कौन नगर से आया

Chail Chabila Rang Rangila Kon Nagar Se Aaya - छैल छबीला रंग रंगीला कौन नगर से आया

LYRICS:
chhail chhabila rang rangila kaun nagar se aaya hey banki hasina dil ka nagina tere liye main laya are re jhuth hai allah are re sach hai wallah are re jhuth hai allah are re sach hai wallah chhail chhabila rang rangila kaun nagar se aaya hey banki hasina dil ka nagina tere liye main laya are re jhuth hai allah are re sach hai wallah dil ke saudagar lakho dekhe pyar hai hira jane na koi pyar hai hira jane na koi pyar ki kimat humse puchho sari umariya pyar me khoyi sari umariya pyar me khoyi o mere jana le nazrana jaan ka moti laya are re jhuth hai allah are re sach hai wallah chhail chhabila rang rangila kaun nagar se aaya hey banki hasina dil ka nagina tere liye main laya arey re jhuth hai allah arey re sach hai wallah haye badi chalak hai duniya muh pe shabnam dil me shola muh pe shabnam dil me shola meri mohabbat dhokha na samjho aaunga lekar pyar ka tola aaunga lekar pyar ka tola leke chalunga prem nagariya tu hi mere man bhaya are re jhuth hai allah are re sach hai wallah are re jhuth hai allah are re sach hai wallah