SONG: Chahe Dekhe Ghoor Ke Chahe Deve Galiya - चाहे देखे घूर के चाहे देवें गलिया

Chahe Dekhe Ghoor Ke Chahe Deve Galiya - चाहे देखे घूर के चाहे देवें गलिया

LYRICS:
chahe dekhe ghur ke chahe deve galiya hame to pasand hai gore galo waliya phul nahi aag hai galo ki ye laliya kale kale nag do kare rakhwaliya mukhda hai aisa jaise laddu moti chur ka laddu moti chur ka karle garur tujhe hak hai garur ka tujhe hak hai garur ka chayi hai dilo pe teri julfo ki daliya hame to pasand hai gore galo waliya chahe dekhe ghur ke chahe deve galiya hame to pasand hai gore galo waliya acha nahi julfo ki jaliyo se khelna jaliyo se khelna aisa na ho baithe baithe pade dukh jhelna pade dukh jhelna tikhi tikhi aankhe meri vish ki hai pyaliya kale kale nag do kare rakhwaliya phul nahi aag hai galo ki ye laliya kale kale nag do kare rakhwaliya dukh ho ke sukh hame sab manjur hai sab manjur hai dil pe na gussa kijiye dil majbur hai dil majbur hai kise nahi bhayegi ye phulo walo daliya hame to pasand hai gore galo waliya chahe dekhe ghur ke chahe deve galiya hame to pasand hai gore galo waliya phul nahi aag hai galo ki ye laliya kale kale nag do kare rakhwaliya