SONG: Chacha Daudiyo Re - चाचा दौड़ियों रे

Chacha Daudiyo Re - चाचा दौड़ियों रे

LYRICS:
chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi o chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi desh desh ke raje aaye le le ke banduke oye le le ke banduke jab chuhiya ne punchh hilayi nikli sabki saanse chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi o chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi ek din chacha bola kaatu chuhiya ka main patta kaatu chuhiya ka main patta kaatu chuhiya ka main patta o ek din chacha bola kaatu chuhiya ka main patta chuhiya ne ek fuk jo maari chuhiya ne ek fuk jo maari ja pahucha calcutta chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi o chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi apna chacha bada nirala apna chacha bada nirala ik din laya billi oye ik din laya billi chuhiya ne ek thokar maari ja pahucha wo delhi chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi o chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi atom bomb ko lekar aaya chacha ye matwala o chacha ye matwala chacha ye matwala o atom bomb ko lekar aaya chacha ye matwala chuhiya ne ke chhink jo maari chuhiya ne ke chhink jo maari ja pahucha patiyala chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chuhiya kaatne ko aayi chacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi