SONG: Chaand Taare Phul Shabnam - चाँद तारे फूल शबनम

Chaand Taare Phul Shabnam - चाँद तारे फूल शबनम

LYRICS:
chand tare phul shabnam tere bas mein kya nahi koi aisi shay nahi jisme tera jalwa nahi dil mein tu hai dhadkno mein tu hai meri jaaneja tere mere bich mein hai rasta parda kaha tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha jhut kehta hu to aaina uthakar dekh le apni parwshani ko ghunghat mein chhupakar dekh le jhut kehta hu to aaina uthakar dekh le apni parwshani ko ghunghat mein chhupakar dekh le
chhup nahi sakte meri jaan mere hontho ke nishan tu jaha hai tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha tera nurani mehal tu rehanewala arsh ka farsh pe tune bikhera hai ujala arsh ka tere jalawo se hai roshan mera mitti ka makan tu jaha hai tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha