SONG: Chaahe To Mora Jiya Le Le - चाहे तो मोरा जिया ले ले

Chaahe To Mora Jiya Le Le - चाहे तो मोरा जिया ले ले

LYRICS:
aa hamne unke samne pahle to khnjar rakh diya ha fir kaleja rakh diya dil rakh diya, sar rakh diya aur kaha ho chahe to mora jiya le le sanwariya chahe to mora jiya le le fer ke naina ja ja na ja main vaari rasiya ho chahe to mora jiya le le sanwariya chahe to mora jiya le le maan bhi jaao na, chhodo na re bahiyan chhodo na re bahiyan maan bhi jaao na, chhodo na re bahiyan chhodo na re bahiyan jaane na dungi jaane na dungi, main dekho more sayiyaa dekho more sayiyaa rok rhi gori bahiyan ki ruk ja o manbasiya ho chahe to mora jiya le le sanwariya chahe to mora jiya le le