SONG: Care Hai Bekar Sabhi Jaise Ke Patrol Bina - कारें है बेकार सभी जैसे के पेट्रोल बिना

Care Hai Bekar Sabhi Jaise Ke Patrol Bina - कारें है बेकार सभी जैसे के पेट्रोल बिना

LYRICS:
he caare hai bekaar sabhi caare hai bekaar sabhi jaise ke petrol bina aji shadi hai barbadi jaise dham dham, dhol bina jivan hai ye sodha water preet ke methe bol bina to fir, bhale koi bekaar ho daulat se lachar ho sabse bada hai vo hi banda jiske dil me ho ho jiske dil me ho ho ho jiske dil me pyar ho ulfat ka bimar ho hoye tute ghar me rehta ho ya fute ghar me rehta ho fute ghar me rehta ho aji chahe sab dukh sehta ho tute ghar me rehta ho ya fute ghar me rehta ho chahe sab dukh sehta ho hasrat ke rangi phulon se haye haye haye haye hasrat ke rangi phulon se jiska dil are jiska dil o jiska dil guljar ho sabse bada hai vo hi banda jiske dil me ho ho jiske dil me ho ho jiske dil me pyar ho ulfat ka bimar ho bhale koi bekaar ho daulat se lachar ho sabse bada hai vo hi banda jiske dil me ho ho jiske dil me ho ho jiske dil me pyar ho ulfat ka bimar ho pas na jiske kaudi ho ho pas na jiske kodi ho na joda na jodi na joda ho na jodi ho pas na jiske kodi ho aur na joda jodi ho hakkad vo manmoji ho, manmoji ho hakkad vo manmoji ho zinda dil ho, zinda dil ho zinda dil ho, zinda dil ho yar ho zinda dil ho yar ho sabse bada hai vo hi banda jiske dil me ho ho jiske dil me ho ho jiske dil me pyar ho ulfat ka bimar ho bhale koi bekaar ho daulat se lachar ho sabse bada hai vo hi banda jiske dil me ho ho jiske dil me ho ho jiske dil me pyar ho ulfat ka bimar ho