SONG: Buraa Lagataa Hai Lage Duniyaa Ko - बुरा लगता है लगे दुनिया को

Buraa Lagataa Hai Lage Duniyaa Ko - बुरा लगता है लगे दुनिया को

LYRICS:
bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to sidhi chal chalu ya tedhi mai manmauji diwana bhare hue maykhane chhodu le lu khali paimana jis haal me hu achha hu kya lena mujhe duniya se bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to khushiya meri gum bhi mere duniya ka ehsaan na lu bikta hai jo bazaro me mai aisa imaan na lun mera dard mubarak mujhko duniya ki jhuthi dawa se bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to bura lagta hai lage duniya ko apni marji se jiunga mai to