SONG: Bum Bhola Nath Bum Bhola - बम भोला नाथ बम भोला

Bum Bhola Nath Bum Bhola - बम भोला नाथ बम भोला

LYRICS:
bam bhole nath bam bhola kaha gaye tum are dhundh rahe ham kaha gaye tum are dhundh rahe ham chale aao bedhadak khuli saf hai sadak chale aao bedhadak dhundh rahe ham fuk de shankh arey fuk de shankh zara bhar ke dam bam bam bam bam kaha gaye tum are dhundh rahe ham chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak dhundh rahe ham bojh fira mai dunia sari bojh fira mai dunia sari mili na aanhko ki jyot hamari kaisi chinta o sansari madhaw ki patni kare rakhwari madhaw ki patni kare rakhwari idhar udhar kyu bhatak rahe ho bhakto ka ye dham karlo kuch aaram yaha tum karlo kuch aaram yaha tum yahi milenge ram ho yahi milenge ram sita ram sita ram sita ram sita ram