SONG: Bum Akad Bum Ke - बम अकड़ बम के

Bum Akad Bum Ke - बम अकड़ बम के

LYRICS:
aye mera sar hai tabla nahi zara halke halke ha bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye tan ki thakan mai dur karu, mann me nayi umang bharu bum akad bum ke, main champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye dooniya hai kya circus naya, kuch bhi nahi jokar hai hum dooniya hai kya circus naya, kuch bhi nahi jokar hai hum tum jo bolo woh karke dikhau, ungli pe sare jag ko nachau keh rahe hai zameen aasman aisa pariwar hoga kaha is ghar pe mera sab kuchh nisar hai bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye
bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye malik ho tum, sevak hu main, kis bat ka mujhko hai gum malik ho tum, sevak hu main, kis bat ka mujhko hai gum dil behlata rahu aise gaake, khidmat karta rahu sar jhukake maa ne di hai mujhe zindgi, gaane se mujhko shoharat mili ganv mere gito kaa sansar hai bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye tan ki thakan main dur karu, man me nayi umang bharu bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye bum akad bum ke, mai champi karu jamke toh band akal sabki khul jaye