SONG: Bulbul Mere Chaman Ke, Taqdir Meri Ban Ke - बुलबुल मेरे चमन के, तक़दीर मेरी बन के

Bulbul Mere Chaman Ke, Taqdir Meri Ban Ke - बुलबुल मेरे चमन के, तक़दीर मेरी बन के

LYRICS:
bulbul mere chaman ke, takdir meri ban ke jaago meri tamannaa, jaago bulbul mere chaman ke, takdir meri ban ke jaago meri tamannaa, jaago dekho meri nazar me, hasrat machal rahi hai parvaanaa so raha hai, aur shamma jal rahi hai dekho meri nazar me, hasrat machal rahi hai parvaanaa so raha hai, aur shamma jal rahi hai kahti hai bekraari, ye raate hai humaari kahti hai bekraari, ye raate hai humaari jaago meri tamannaa, jaago, jaago bulbul mere chaman ke, takdir meri ban ke jaago meri tamannaa, jaago nile gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thahar jaayen ye raat dhalte dhalte nile gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte jaago to thahar jaayen ye raat dhalte dhalte aaye na phir saveraa tum saath do jo meraa aaye na phir saveraa tum saath do jo meraa jaago meri tamannaa, jaago, jaago bulbul mere chaman ke, takdir meri ban ke jaago meri tamannaa, jaago