SONG: Bujhte Hue Chirag Par - बुझते हुये चिराग पर मातम मनाये कौन

Bujhte Hue Chirag Par - बुझते हुये चिराग पर मातम मनाये कौन

LYRICS:
bujhte huye chirag par matam manaye kaun bujhte huye chirag par jo usko chahta tha usko bataye kaun bujhte huye chirag par matam manaye kaun bujhte huye chirag par wo khud bhi we kafan hi duniya se uth gaya hai chahat ki maut ko hi manjil samjh chuka hai usko tha ye bharosa ye bhi mitegi mujhpe uski thi ye tamana ek baar koi kahede lipte huye dilo par aansu bahaye kaun bujhte huye chirag par matam manaye kaun bujhte huye chirag par duniya ko kya jarurat jalna kisi ka dekhe uski to ye adat hai har dam ujala dekhe lutata hai ghar kisi ka koi tamasha dekhe kitno ki inthaan par duniya sawera dekhe duniya ki is subha ko jalim bataye kaun bujhte huye chirag par matam manaye kaun bujhte huye chirag par jal jal ke jine wale teri ye dasta hai mitati hui nisah hai ujada huaa jahan hai dushaman teri jamin hai dushman ye aasmaan tu puchta hai kisse tu dhundhta hai kahan we rang zindagi ko phir se basaye kunn bujhte huye chirag par matam manaye kaun bujhte huye chirag par