SONG: Bujhi Hui Aag Ko Phir Se Na - बुझी हुई आग को फिर से ना

Bujhi Hui Aag Ko Phir Se Na - बुझी हुई आग को फिर से ना

LYRICS:
bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana ho sambhalne mein barso beet gaye phir se na armano ko jaga bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana gujar gaya wo kya tha zamana gujar gaya wo kya tha zamana mat kholo wo panna purana mat kholo wo panna purana dard hai aag hai gujri hui un lamho ko ab na bula bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana bujhi hui aag ko na phir se
jala sajana sajana beh gaye aansu suni hai aankhe beh gaye aansu suni hai aankhe jal bhi chuki yaado ki lashe jal bhi chuki yaado ki lashe raakh hai bikhri kuchh na bacha suna suna sa hai sama bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana ho sambhalne mein barso beet gaye phir se na armaano ko jaga bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana bujhi hui aag ko na phir se jala sajana sajana