SONG: Bujha Sako To Bujho - बुझ सको तो बुझों

Bujha Sako To Bujho - बुझ सको तो बुझों

LYRICS:
bujha sako to bujho meri ek paheli bujho bujha sako to bujho meri ek paheli bujho naazuk naazuk uski kamariya kamariya kabse rang gayi hai uski chunariya naazuk naazuk uski kamariya kamariya kabse rang gayi hai uski chunariya chupke chupke rahti hai chupke chupke rahti hai sharmili raani musafir dekh na le kahi mast jawani dekhe jab ang piye re tarsat ho hoth humaare tan uska nagan ki tarah balkhaaye tan uska nagan ki tarah balkhaaye jo dekhe uska dil lalchaaye koi to bujh bataye ye to main hun, nahi kakdi bujha sako to bujho meri ek paheli bujho bujha sako to bujho meri ek paheli bujho us pyaare ki har baat niraali chehre par lali us pyaare ki har baat niraali chehre par lali dukh sukh ke kaanto me rahne wala dukh sukh ke kaanto me rahne wala tufaan ki sakhti ko sahne wala tufaan ki sakhti ko sahne wala ek bhola bhala vanvaasi ek bhola bhala vanvaasi jab dekho ho dur udaasi jab dekho ho dur udaasi uske tan me bhari mithaas uske tan me bhari mithaas jab chaahun aa jaaye paas jab chaahun aa jaaye paas haa dil bhi khush ho jaaye dil bhi khush ho jaaye haa koi to bujh bataye haa koi to bujh bataye ye to main hun, nahi nahi ber