SONG: Bujha Do Diye, Hum Pyar Karn Walo Me - बुझा दो दीये, हम प्यार करने वालों में

Bujha Do Diye, Hum Pyar Karn Walo Me - बुझा दो दीये, हम प्यार करने वालों में

LYRICS:
bujha do diye, bujha do diye hum pyar karn walo me jalne walo ka kya hai kaam hata do diye, hata do diye hum do chahne walo me jalne walo ka kya hai kaam bujha do diye, bujha do diye jab husn ke jalwo se jara parde ko utha dungi main jab husn ke jalwo se jara parde ko utha dungi main khamosh andhero me chandni bikhra dungi main ang ang pyar se mera rang lo bhula do diye, bhula do diye hum milke rahne walo me rokne walo ka kya hai kaam bujha do diye, bujha do diye ab aake dub jaao is dil ki gahraiyo me ab aake dub jaao is dil ki gahraiyo me chupchap sama jaao meri barso ki tanhaiyo me kahti hai wafaye ye nigahe ye adaye utha do inhe, utha do inhe hum dil milane walo me dekhne walo ka kya hai kaam bujha do diye, bujha do diye hum pyar karn walo me jalne walo ka kya hai kaam bujha do diye, bujha do diye