SONG: Bujh Jaaye Joo Jyoti Jal Jal Kar - बुझ जाए जो ज्योति जल जल कर

Bujh Jaaye Joo Jyoti Jal Jal Kar - बुझ जाए जो ज्योति जल जल कर

LYRICS:
bujh jaye jo jyoti jal jal kar us jot ka phir sulgana kya mit jaye jo hasti gul gul kar us hasti ka garmana kya bujh jaye jo jyoti jal jal kar jis dor mein ho to pench pade har pench mein ho sou gaanth pade har pench mein ho sou gaanth pade us dori ka apnana kya un gaantho ka suljhana kya un gaantho ka suljhana kya bujh jaye jo jyoti jal jal kar jise jine ka kuchh makshad ho to khwahish bhi uski neki to khwahish bhi uski neki jo tir na ho bas bini ka use jine ka lalchana kaya use jine ka lalchana kaya bujh jaye jo jyoti jal jal kar kuchh len nahi kuchh den nahi nit khel hi khele jate hai nit khel hi khele jate hai ab jite ka bahlava kya ab hare ka pachitava kya ab hare ka pachitava kya bujh jaye jo jyoti jal jal kar us jot ka phir sulgana kya bujh jaye jo jyoti jal jal kar