SONG: Bujh Gaye Aashao Ke Deepak - बुझ गये आशाओ के दीपक सब सपने मुख मोड़ गये

Bujh Gaye Aashao Ke Deepak - बुझ गये आशाओ के दीपक सब सपने मुख मोड़ गये

LYRICS:
bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye lut ke armano ki basti lut ke armano ki basti mujhko akela chhod gaye mujhko akela chhod gaye bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye sab sapane mukh mod gaye mere man mein rog hai jinka mere man mein rog hai jinka unko nahi hai iski khabar han unko nahi hai iski khabar meri duniyan suni karke meri duniyan suni karke mujhse rishta tod gaye mujhse rishta tod gaye mujhse rishta tod gaye mujhko akela chhod gaye bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye sab sapane mukh mod gaye tu kya jane yaad mein unki tu kya jane yaad mein unki ek dukhiya man rota hai hay aisi thokar mari mujhko aisi thokar mari mujhko aisi thokar mari mujhko mera mukaddar fod gaye mera mukaddar fod gaye mujhko akela chhod gaye bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye sab sapane mukh mod gaye