SONG: Bujh Gaya Dil Ka Diyaa - बुझ गया दिल का दीया

Bujh Gaya Dil Ka Diyaa - बुझ गया दिल का दीया

LYRICS:
zamane ke hazaro gham simat ke dil me aaye hai kisi se dil laga kar ham badi muskil me aaye hai bujh gaya dil ka diya to chadani ka kya karu lut gaya pyasa chaman to is kali ko kya khu bujh gaya dil ka diya jis mein ho aansu hi aansu dukh jaha ho beshumaar jis mein ho aansu hi aansu dukh jaha ho beshumaar jis mein phoolo ko jalane aaya karti ho bahaar mere maalik ek aisi zindagi ko kya karu kya karu bujh gaya dil ka diya laut jaao ae bahaaro dil jalane aayi ho laut jaao ae bahaaro dil jalane aayi ho dil ke uthe saaz par kyun gungunane aayi ho gham ki shenayi se nikali raagni ko kya karu kya karu bujh gaya dil ka diya to chadani ka kya karu lut gaya pyasa chaman to is kali ko kya khu bujh gaya dil ka diya.