SONG: Bujh Gaya Dil Ka Diya - बुझ गया दिल का दीया

Bujh Gaya Dil Ka Diya - बुझ गया दिल का दीया

LYRICS:
zamane ke hazaro gham simat kar dil me aaye hai kisi se dil laga kar hum badi mushkil me aaye hai bujh gaya dil ka deeya to chandani ko kya karu lut gaya sara chaman to ek kali ko kya karu bujh gaya dil ka deeya jisme ho aansu hi aansu dukh jaha ho beshumar jisme ho aansu hi aansu dukh jaha ho beshumar jisme phul ko jalane aaya karti ho bahar mere maalik leke aisi zindagi ko kya karu, kya karu bujh gaya dil ka deeya to chandani ko kya karu lut gaya sara chaman to ek kali ko kya karu bujh gaya dil ka deeya kya pata tha, chandni raate dhuaa ban jayegi kya pata tha, chandni raate dhuaa ban jayegi bhulne wale ki yaade dil ko yu tadpayegi bewafa duniya ki is jhuthi khushi ko kya karu, kya karu bujh gaya dil ka deeya to chandani ko kya karu lut gaya sara chaman to ek kali ko kya karu bujh gaya dil ka deeya laut jaao ae baharo kyu jalane aayi ho laut jaao ae baharo kyu jalane aayi ho dil ke tute saaz par kyu gungunane aayi ho gham ki shahnayi se nikle raagni ko kya karu, kya karu bujh gaya dil ka deeya to chandani ko kya karu lut gaya sara chaman to ek kali ko kya karu bujh gaya dil ka deeya