SONG: Bujh Gaya Deep Gira Andheyra Jyot Kaha Se - बुझ गया दीप घिरा अँधियारा ज्योत कहाँ से

Bujh Gaya Deep Gira Andheyra Jyot Kaha Se - बुझ गया दीप घिरा अँधियारा ज्योत कहाँ से

LYRICS:
bujh gaya deep bujh gaya deep ghira andhiyara bujh gaya deep ghira andhiyara jyot kaha se lau jyot kaha se lau mai nahi aasu ye kahte ab ye deep jalau ab ye deep jalau bujh gaya deep dhue si aas me thi bechari raat ab pahchan hamari ye andhiyari aur man bhari jo mera dukh jan na paye kya usko samjhau kya usko samjhau bujh gaya deep apne ko apne me khote kabhi kabhi sach sapne hote par ye pran par ye pran kaha hain sote sapne sanjone wali sukh ki nind kaha se pau bujh gaya deep mujhpe daya kar jayenge kya devta koi aayenge kya aangan deep jalayenge kya un geeto ko nain me bharke apne ang lagau bujh gaya deep gira andhiyara jyot kaha se lau jyot kaha se lau