SONG: Budh Ki Pukar Sun Badho - बुद्ध की पुकार सुन बढ़ो

Budh Ki Pukar Sun Badho - बुद्ध की पुकार सुन बढ़ो

LYRICS:
buddh ki pukar sun badho banduk taan fakar se badho satay ke sahare se badho sar pe hind ki maati le badho badho badho buddh ki pukar sun badho pukar bapu ki hai tum adho satay ke sahare se badho sar pe hind ki maati le badho badho badho maa ki aan aaj bacha jawa mulk ki shan tu badha jawa parwadiyo ke ho rawa muddayi ko maat de jawa jawa jawa jawa jawa buddh ki pukar sun badho banduk taan fakar se badho satay ke sahare se badho sar pe hind ki maati le badho badho badho baalko ke baal chuke ja biwi ke gaal thapthapa ke ja maa pita ke aashish pa ke ja mulk ki khatir maut ke muh me ja ja ja ja ja buddh ki pukar sun badho banduk taan fakar se badho satay ke sahare se badho sar pe hind ki maati le badho badho badho payam de tu vishas shanti ka payame maut ki parwah tumhe kya parwane hind kadam badha ke ja parwato ko paar karke ja ja ja ja ja buddh ki pukar sun badho banduk taan fakar se badho satay ke sahare se badho sar pe hind ki maati le badho badho badho