SONG: Buddhi Do Bhagwaan (Charlie - बुद्धि दो भगवान

Buddhi Do Bhagwaan (Charlie - बुद्धि दो भगवान

LYRICS:
har lamha beqarari meethi meethi khumaari aankho aankho mein beeti hai raat saari aa aa aiya aa aa aiya aa aa aiya charlies angels aa aa aiya aa aa aiya aa aa aiya charlies angels har lamha beqarari meethi meethi khumaari aankho aankho mein ab to beetti hai raat saari mohabbat ka asar hai ye zara mushqil safar hai ye mujhko tu sahara de ye rasta kar de tu aasaan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan ha iske gan-nakshatra hai weak iske lakshan nahi hai theek iski khatre mein hai jaan isko buddhi do bhagwan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan maine bachpan mein padha tha aur suna hai logo se ishq hai ik aag ka dariya aur doob ke paar jaana hai umr qaid ik saza hai aashiqo ki qismat mein isme naamumkin hai rihaai yeh pyaar ho jail khana tujhe lagti sazaa hai jo haqiqat mein maza hai wo teri baaho mein jeene ka agar mil jaayega vardaan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwaan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan ha iske gann-nakshatra hai weak iske lakshan nahi hai theek iski khatre mein hai jaan isko buddhi do bhagwan pagli ladki hai naadaan isko buddhi do bhagwan