SONG: Buddha Pichhe Pad Gaya - बुढ्ढा पीछे पड़ गया

Buddha Pichhe Pad Gaya - बुढ्ढा पीछे पड़ गया

LYRICS:
haye re dekh ke meri jawani buddhe ke muh me aa gaya pani kahta aaja meri rani buddha ye buddha ye buddha pichhe pad gaya ye buddha pichhe pad gaya ri tere gal ke upar til kahta hai de buddhe ko dil ke tujhko jaye khajana mil mai tera, ha tera, ri tera hoke rah gaya mai tera hoke rah gaya ye buddha pichhe pad gaya ye buddha pichhe pad gaya mai solha ki tu pensath ka dubke mar besharma mai solha ki tu pensath ka dubke mar besharma baap to mera shankar dada hey shankar dada baap to mera shankar dada veer mera hai dharma buddhe kyu maut ko bulata hai teri pasalli denge sek are tu apni umar to dekh tere sath na milte lekh hat raah me mar gaya re buddha, re buddha ye buddha pichhe pad gaya mai tera hoke rah gaya ankhiyo se mai ankhiya mila ke le jau takhat hajare ankhiyo se mai ankhiya mila ke le jau takhat hajare raat ko chadhta suraj dekhe ri suraj dekhe raat ko chadta suraj dekhe din me dikhau tare le aa shankar dada aur dharma ri o tere do uchke dono ko dunga aise dhakke unke mai chhuda du chhake jo meri raah me aa gaya main tera, ri tera, ho tera hoke rah gaya buddha pichhe pad gaya rog nahi ye tere bas ka pyar mera anmol rog nahi ye tere bas ka pyar mera anmol jaan bech ke le lu tujhko ari le lu tujhko jaan bech ke le lu tujhko pyar ki boli bol ri sunke dil ki khidki khol aisi chal na chal bekar jinka jisse bhi tha pyar aakhir mil jayenge yaar tu khali rah gaya o buddha o buddha pichhe pad gaya re buddha pichhe pad gaya ri tere gal ke upar til kahta hai de buddhe ko dil ke tujhko jaye khajana mil mai tera, ri tera, ho tera hoke rah gaya mai tera hoke rah gaya ye buddha pichhe pad gaya tera dil bhukha rah gaya tera dil sukha rah gaya buddha akela rah gaya tera to kuch na rah gaya