SONG: Bua Bakri Layi Haandi

Bua Bakri Layi Haandi

LYRICS:
bua bakri lekar aayi haandi bua bakri lekar aai phir biwi ne saag pakaya na souchu tilak lagake saag samne aaya hath ke bete hath ke bete ki jawani kaali koyaliya ne suni ye kahani hathi ke bete ki jawani ramayan me panch the pandw pandaw nahi the bhai the ek tha arjun ek tha duja ek tha teeja ek chotha aur panchwe ka naam bhul gaye bhai panch nahi the pandaw nahi the bhai bhai pancho ki thi ek hi maiya naam tha uska dhropdi maai daro laga ke haar gaye wo maya aai jani kali rinch ki gir gai dhoti kale bander ne use uthya nahi bhure bander ne use uthaya haat bazar ko jane wali aaja rasyia aaja rasiya sakhi saheli ke sang mela dekhe aaja moj manaye rut albeli mare taana kyu itna tarsaaye phir kal parso me rasiya mora sawan beeta jaye mora sawan beeta jaye mora sawan beeta jaye tukur tukut kya dekhe mohe teri nani tohe bulaye jan dekha ustaad ka pota bahre khan ka beta gunge khan gawiya thikana tha jiska jhumri taaliya moko gale laga ke kahe gaye sunre chatur sujan khan bhi lena bitwa phir aisi taan