SONG: Brindavan Ki Kunj Galin Me Dhola Radha Banwariya - वृंदावन की कुन्ज गलिन में डोले राधा बांवरियाँ

Brindavan Ki Kunj Galin Me Dhola Radha Banwariya - वृंदावन की कुन्ज गलिन में डोले राधा बांवरियाँ

LYRICS:
brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya bhor bhaye jamuna tat jaye sanjh bhaye ghar aaye bhor bhaye jamuna tat jaye sanjh bhaye ghar aaye jab jab ter sune murli ki it ut dodh lagaye jab jab ter sune murli ki it ut dodh lagaye nindiya me bhi soye soye sune shyam ki bansuriya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya khoyi khoyi brij ki bala jape shyam naam ki mala khoyi khoyi brij ki bala jape shyam naam ki mala sapne hi me darash dikha do banwari nand ke lala sapne hi me darash dikha do banwari nand ke lala apne charno hi me rakho krishan murari sawariya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya