SONG: Bramha Ji Ke Bramh Yog Se - ब्रहमा जी के ब्रहम योग से

Bramha Ji Ke Bramh Yog Se - ब्रहमा जी के ब्रहम योग से

LYRICS:
bramha ji ke bramh yog se rama hua shiv ang me sati ke tan ka bhasam chala nutan me umang me praani ke jiwan me samaya van jiwan ka pyaar re liya sati ne paarvati ke rup me fir avtaar re dharti himalay ki hui paawan chahu dish aanand chhaya shok samunder me dube hue devo ka man harshaya laga dubne paap aur abhimaan me jab sansaar re aai jag janni tab banke jag ki taaranhaar re