SONG: Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani - बोले राधे श्याम दीवानी पी का मुखड़ा भोर सुहानी

Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani - बोले राधे श्याम दीवानी पी का मुखड़ा भोर सुहानी

LYRICS:
bole radhe shyam diwani ho bole radha shyam diwani, pi ka mukhda bhor suhani prit bina hai jiwan aise prit bina hai jiwan aise, jaise nadiya ho bin pani govindam govindam, govindam govindam govindam govindam, govindam govindam mere mana, mere mana mere mana man ka nata, man ka bandhan, itna pyara kitna pavan man ka nata man ka nata, man ka bandhan, kitna pyara kitna pawan kayi yogo se janam janam se, mai mohan ki mera mohan govindam govindam, govindam govindam bhaj mere mana govindam govindam, govindam govindam naino me hai chav matwari naino me hai chav matwari, dhun murli ki lage pyari jabse aayi pi charno me jabse aayi pi charno me ,maine tyagi dunia sari govindam govindam, govindam govindam bhaj mere mana govindam govindam, govindam govindam govindam govindam, govindam govindam govindam govindam, govindam govindam mere mana, mere mana, mere mana govindam govindam, govindam govindam mere mana