SONG: Bol Re Saheli Tu Phir Bina Ban Ke Bol - बोल रे सहेली तू फिर वीणा बन के बोल

Bol Re Saheli Tu Phir Bina Ban Ke Bol - बोल रे सहेली तू फिर वीणा बन के बोल

LYRICS:
bol re saheli tu phir veena ban ke bol bol re saheli tu phir veena ban ke bol bol re saheli tu phir veena ban ke bol ha bol re saheli tu phir veena ban ke bol jivan ka geet sunana, jaise basant ka bolat hai jiyara mera, sajni baar baar ha jhume re dil ho ha jhume re dil ho bol re saheli tu phir veena ban ke bol raat hamari, baat hamari raah chune koi aur, maujo me kahin aur peed hamari, sapne tumhare kya jane koi aur kaun salona aaya man me banke man ka mor ha dekhi hai jisne naino ki raahe aaya wo chitchor ha karne rang ke jod ha karne rang ke jod bol re saheli tu phir veena ban ke bol ram gayi sajani, umang rang gayi chhay gayi sajan ke ang ang me sajan ke angana me sajni khadi sajni khadi ha ha aankhiya ladi dham dhama dol re, tu ek baar fir bol dham dhama dol re, tu ek baar fir bol ek baar fir bol, saheli ek baar fir bol ek baar fir bol, saheli ek baar fir bol bol re saheli tu phir veena ban ke bol bol re saheli tu phir veena ban ke bol