SONG: Bol Radha Bol Tune Ye Kya Kiya (Sad) - बोल राधा बोल तूने ये क्या किया

Bol Radha Bol Tune Ye Kya Kiya (Sad) - बोल राधा बोल तूने ये क्या किया

LYRICS:
tere bina jee raha tha mai aise khushboo bina phool jinda ho jaise mai haal apna tujhe kya sunau darde jeeya tujhko kaise btau ek dusre se mile aaj aise milke kabhi ab na ho hum juda bol radha bol milna kaise kaise hua rab ne suni hai meri iltija ko mere kishan rang lai duaa bol radha bol