SONG: Bistar Bichha Diya Hai Tere Dar Ke Samne - बिस्तर बिछा दिया है

Bistar Bichha Diya Hai Tere Dar Ke Samne - बिस्तर बिछा दिया है

LYRICS:
bistar bicha diya hai tere dar ke samne o tere dar ke samne ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne sun lijiye kaan khol ke o kaan khol ke are fir na aaungi mai fir na aaungi na hans ke sir patakte hai pathar ke samane are ha pathar ke samane ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne kal shaam tak jo aap na aaye to dekhna ha ha ji dekhana dekho ji dekhna aa jaunga mai, aa jaunga mai aapki moter ke samne ha moter ke samne ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne mai khudkushi ke jurm me karva du giraftar mai khudkushi ke jurm me karva du giraftar karva du giraftar, karva du giraftar fir tum, fir tum kya kahoge collecter ke samne o collecter ke samne ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne sine se dil nikaal kar o sine se dil nikaal kar rakh dunga, rakh dunga mej par fir dil tarang, fir dil tarang dekhiye nashtar ke samne ha ha nashtar ke samne ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne ?aur khanjaro tej kya tik sakoge kya tik sakoge aise tevar ke samne ha ha tevar ke samne ghar hamne le liya hai tere, bade aaye ghar lene wale nachunga is tarah se isharo pe aapke nachunga, nachunga nachunga, nachunga nachunga is tarah se isharo pe aapke bandar jo nachta hai bandar jo, bandar jo nachta hai kalandar ke samne, o kalandar ke samne ghar hamne le liya hai tere ghar ke samne