SONG: Bisri Hui Wo Bate Kyo Yaad Aati Hai - बिसरी हुई वो बातें क्यों याद आ रही हैं

Bisri Hui Wo Bate Kyo Yaad Aati Hai - बिसरी हुई वो बातें क्यों याद आ रही हैं

LYRICS:
bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai gujri huyi wo raate kyu yaad aa rahi hai kismat se kya gila kare kismat se kya gila kare kisko bura bhala kahe hasrat hai phir mila kare hasrat hai phir mila kare raahe bula rahi hai bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai duniya ko gham ka kya pata humse hi ho gayi khata duniya ko gham ka kya pata humse hi ho gayi khata khud apna dil liya sata khud apna dil liya sata aankhe rula rahi hai bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai gujri huyi wo raate kyu yaad aa rahi hai