SONG: Bina Puchhe Aaya Hu - बिना पूछे आया हूँ

Bina Puchhe Aaya Hu - बिना पूछे आया हूँ

LYRICS:
bina puchhe aaya hu dar pe tumhare agar ho sake to mujhe maaf kar do mai badal hu pyasa ho tum ek sagar mere dil ka daman adaao se bhar do bina puchhe aaya hu itni himmat huyi kaise mere tum kon lagte ho na tum se jaan na pahchan dil ke mahman bante ho ye kanchan si kaya ye chandan si bahe nahi hak mera inpe maine ye mana tumhare liye mai begana hu lekin ye dil ho gaya hai tumhara divana bina puchhe aaya hu sharifo ki hai bas bate magar dil se lutere ho sharifo ki hai bas bate magar dil se lutere ho samajti hu adaye mai na tum apne na mere ho mohabbat ki itni hasi mat udao kisi din mobahhat me rona padega bada naaj hai mujhko apni vafa par tumhe ek din mera hona padega bina puchhe aaya hu dar pe tumhare agar hoto sake mujhe maaf kar do bina puchhe aaya hu